Indian Film History

Mere Pyaase Mann Lyrics

From Honeymoon (1973)

Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
5:01
Mere pyase mann ki bahar Kab se tha tumhara intzar Tum aaye to aaya karar ho mere pyar Mere pyase mann ki bahar Kab se tha tumhara intzar Tum aaye to aaya karar ho mere pyar Shama kitna pyara hai Ha sanam ha sanam ha sanam Shama se bhi pyara hai Kya sanam kya sanam kya sanam Tumhara phul sa ye chehra dilnashi Chodo hum jo bhi hai tum bhi to kam nahi Mere pyase mann ki bahar Kab se tha tumhara intzar Tum aaye to aaya karar ho mere pyar Ye dil gungunata hai Kya sanam kya sanam kya sanam Mere geet gata hai Ha sanam ha sanam ha sanam To chodo ye ada gale to milne do Jaldi hai itni kya ye din to dhalne do Mere pyase mann ki bahar Kab se tha tumhara intzar Tum aaye to aaya karar ho mere pyar Yuhi dur rahna hai Na sanam na sanam na sanam Kahu jo bhi kahna Ha sanam ha sanam ha sanam Teri baho me hai mere dono jaha Kahne ko hum hai do lekin hai ek ja Mere pyase man ki bahar Kab se tha tumhara intzar Tum aaye to aaya karar ho mere pyar.

More songs from Honeymoon