Indian Film History

Badli Hawa Khushi Ka Lyrics

From Hua Savera (1948)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:19
Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya Jeene Ka Ab To Haye Jeene Ka Ab To Haye Bahana Badal Gaya Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya Malum Na Tha Pal Mein Badalta Hai Ye Jaha Malum Na Tha Pal Mein Badalta Hai Ye Jaha Badalta Hai Ye Jaha Pal Bhar Mein Zindagi Ka Fasana Badal Gaya Pal Bhar Mein Zindagi Ka Fasana Badal Gaya Aate The Nagme Lab Pe Kisi Ke Subah Sham Aate The Nagme Lab Pe Kisi Ke Subah Sham Ho Taj Zindagi Ka Tarana Badal Gaya Ho Taj Zindagi Ka Tarana Badal Gaya Sayyad Ki Ustad Nigahe Bhi Kya Kare Sayyad Ki Ustad Nigahe Bhi Kya Kare Nigahe Bhi Kya Kare Mushkil Se Teer Tana Nishana Badal Gaya Mushkil Se Teer Tana Nishana Badal Gaya Jeene Ka Ab To Haye Jeene Ka Ab To Haye Bahana Badal Gaya Badli Hawa Khushi Ka Zamana Badal Gaya.

More songs from Hua Savera

Badli Hawa Khushi Ka Lyrics - Hua Savera (1948) | Indian Film History