Dhiktana Tiktana Dhiktana Lyrics | Hum Aapke Hain Koun

Lyricist :
Music Director : Ajit Kamal , Raam Laxman
Singer : S P Balasubrahmanyam
                        
                        Dhiktana,tiktana,dhiktana
Dhik,dhiktana,tiktana,dhiktana
Bhabhi tum khushiyon ka khazana
Dhiktana,tiktana,dhiktana

Pehli kiran jab se uge
Bhabhi meri tab se jage
Sabka pura dhyan dhare woh
Shaam dhale tak kaam kare
Pehli kiran jab se uge
Bhabhi meri tab se jage
Kal tak raha, is chaon se
Mera bachpan anjana
Dhiktana,tiktana,dhiktana
Dhik,dhiktana,tiktana,dhiktana

Hogi meri shaadi kabhi
Kahte hain yeh mujhse sabhi
Khud apni devrani chunna
Baat kisi ki mat sunna
Hogi meri shaadi kabhi
Kahte hain yeh mujhse sabhi
Tum dhoondh ke, rang roop mein
Apni parchhai laana

Dhiktana,tiktana,dhiktana
Dhik,dhiktana,tiktana,dhiktana

Kab tak rahun sabse chota
Aaye koi mujhse chota
Hansta bolta koi khilona
Ab in bahon ko do na
Kab tak rahun sabse chota
Aaye koi mujhse chota
Maange tumse ghar ka aangan
Pyara pyara nazrana
Dhiktana,tiktana,dhiktana
Dhik,dhiktana,tiktana,dhiktana

Bhabhi tum khushiyon ka khazana
Dhiktana,tiktana,dhiktana
Dhik,dhiktana,tiktana,dhiktana.