Indian Film History

Pyari Bole Bulbul Padosan Lyrics

From Hum Bhi Insaan Hain (1959)

Lyricist
Shailendra
Duration
3:20
Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Kisi ke liye hauwa Dil apna apna pasand apni apni Dil apna apna pasand apni apni Koi khaye laddu kisi ko bhaye chatni Koi khaye laddu kisi ko bhaye chatni Koi bane raja Koi bane raja chadake ek pauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Kisi ke liye hauwa Jake fir na aaya zamana wo gulabi Jake fir na aaya zamana wo gulabi Uth gayi haye re wo mahfil nawabi Uth gayi haye re wo mahfil nawabi Mara mara ghume Mara mara ghume bechara lakh nauwa Kisi ka main chaila kisi ke liye hauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka mai chaila kisi ke liye hauwa Kisi ke liye hauwa Aankh walo aankho pe karo na bharosha Aankh walo aankho pe karo na bharosha Mano ya na mano pyare duniya hai dhokha Mano ya na mano pyare duniya hai dhokha Udta hai jab tak Udta hai jab tak uda lo kan kauwa Pyari bole bulbul padosan bole kauwa Kisi ka main chaila kisi ke liye hauwa Kisi ke liye hauwa.

More songs from Hum Bhi Insaan Hain

Pyari Bole Bulbul Padosan Lyrics - Hum Bhi Insaan Hain (1959) | Indian Film History