Indian Film History

Tere Dar Ke Siva Lyrics

From Hum Phirr Milein Na Milein (2009)

Lyricist
Irshad Kamil
Duration
4:28
La la la la la la……… Tere dar ke siva Aur jaaye kahan meri jaan Tujhko pake sanam Pa gaye aaj hum do jahan Khubsurat jamana lage, Saath tera suhana lage Tere dar ke siva Aur jaaye kahaan meri jaan Tujhko paake sanam Pa gaye aaj hum do jahan Khubsurat jamana lage, Saath tera suhana lage Tere dar ke siva Aur jaaye kahan meri jaan Aaj meri itane pas aao, Reh na jaaye koyi fasala Yun hi rehane de mujhe Apane kandhe se laga huwa Tujhko chhuke saathiya, Yun lage ki chhu liya Pyaar ka ek naya aasmaan Tere dar ke siva Aur jaaye kahan meri jaan Tujhko pake sanam Pa gaye aaj hum do jahan Tujhko dekhe bina jindagi Mujhko lagati hi nahi hasin Teri aankhon mein lage Meri duniya saari hai chhupi Khwab tere phir naye Meri nindon par huye Dheere dheere haule Haule meherbaan Tere dar ke siva aur Jaaye kahan meri jaan Tujhko paake sanam Paa gaye aaj hum do jahan Khubsurat jamana lage, Saath tera suhana lage Tere dar ke siva Aur jaaye kahaan meri jaan Tujhko pake sanam Pa gaye aaj hum do jahan.

More songs from Hum Phirr Milein Na Milein

Tere Dar Ke Siva Lyrics - Hum Phirr Milein Na Milein (2009) | Indian Film History