Maiyya Yashoda Yeh Teraa Kanhaiyya Lyrics | Hum Saath Saath Hain

                        
                        maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya
maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya
panghat pe meri pakde hai baiyyan
tang mujhe karta hai sang mere ladta hay
ramji ki kripa se mai bachi
ramji ki kripa se
ramji ki kripa se mai bachi
ramji ki kripa se
maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya
maiyya yashoda yeh teraa kanhaiyya
panghat pe meri pakde hai baiyyan
tang mujhe karta hai sang mere ladta hay
ramji ki kripa se mai bachi
ramji ki kripa se
ramji ki kripa se mai bachi
ramji ki kripa se
gokul ki galiyo me jamuna kinare
wo toh hai kankanriya chhup chhupke mare
natkhat adaye surat hai bholi
holi me meri bhigaye woh choli
baiyyan naa chhod e,kalaiyya marode
baiyyan naa chhod e,kalaiyya marode
paiyyan padu phir bhi pichha naa chhod e

mithi mithi baton me mujhko phasaye hay
ramji ki kripa se mai bachi
ramji ki kripa se
ramji ki kripa se mai bachi
ramji ki kripa se
jab bajaye mohan muraliya
chhan chhan chhanakti hai meri payaliya
neinon se jab woh kare chhedkhani
dil thame reh jaye prem divani
sudh budh gawayi,ninde udayi
sudh budh gawayi,ninde udayi
jo karne baithi thi woh kar naa payi
badi mushkil se dil ko sambhala hay
ramji ki kripa se mai bachi
ramji ki kripa se
ramji ki kripa se mai bachi
ramji ki kripa se
gokul kaa kanha re dil me samaya
mai bhagyashali inhe maine paya
mana ki sabke hain yeh kanhaiyya
kehlayenge par tumhare hi maiyya
pyara piya hain tumne diya hai
pyara piya hain tumne diya hai
mamta ke aanchal me hamko liya hai
charno me tere o ma hamko rehna hai
ramji ki kripa se han jee han
ramji ki kripa se
ramji ki kripa se han jee han
ramji ki kripa se