Mera Yaar Tu Lyrics | Humne Jeena Seekh Liye

                        
                        aali maula aali maula aali aali
dam da re dam da re aali aali
aali maula aali maula aali aali
ishq ka rang tu aali aali
saayiya saayiya saayiya
mera yaar tu mera pyaar tu
aali maula aali maula aali aali
dam da re dam da re aali aali
mera yaar tu mera pyaar tu
mera aur nahi koi
mera aur nahi koi
de de didaar bas ek baar
kar khatam tera ye intezaar
masum pyar hain beshumaar yara

ek nazar de bas didaar de
chain ise mil jayega
aasmaa waale le sambhaal
varna banda mar jayega.