Indian Film History

Mat Karo Kisi Se Pyaar Lyrics

From Humsafar (1953)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:26
Mat karo Mat karo kisi se pyaar Zamaana naazuk hai Zamaaaana naazuk hai Mat karo Mat karo kisi se pyaar Zamaana naazuk hai Zamaaaana naazuk hai Mat karo kisi se pyaaaar O ho ho ho ho o Jhoothe hain jo kasme khaa kar Jhoothe hain jo kasme khaa kar Chaahat ka dam bharte hain aen Hain aen hain Man ki aad mein Man ki aad mein Duniya waale Tan ka saudaa kartey hain Aen haen aen hain O mere dildaar aar O mere dildaar Zamaana naazuk hai Zamaana naazuk hai Zamaana naazuk hai Mat karo mat karo kisi se Mat karo kisi se pyaar Zamaana naazuk hai Zamaaaana naazuk hai Mat karo kisi se pyaaar O ho ho ho ho ho haaye Thhandi aahen bharne waalon O o o thhandi aahen bharne waalon Bach kar chalna raste mein Bach kar chalna raste mein Ye mat samjho Pyaar ka saudaa aa aa Ye mat samjho Pyaar ka saudaa Ho jaayega saste mein Ho jaayega saste mein Lut jaayega ghar baar aar Lut jaayega ghar baar O mere dildaar Zamaana naazuk hai Zamaana naazuk hai Zamaaana naazuk hai Mat karo mat karo kisi se Mat karo kisi se pyaar Zamaana naazuk hai Zamaaana naazuk hai Mat karo kisi se pyaaar.

More songs from Humsafar

Mat Karo Kisi Se Pyaar Lyrics - Humsafar (1953) | Indian Film History