Indian Film History

Meri Jawaani Teri Deewaani Lyrics

From Hungama (1971)

Lyricist
Anjaan
Duration
4:06
Meri jawani meri Jawani teri Deewani aa paas Aa rasiya aa Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Meri jawani teri Deewani aa paas Aa rasiya aa Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Haan ke jab tose nain mile Din badin yeh mera roop khile Dil mein jaise koyi aag jale Din kate na meri raat dhale Ho o o o dil mein Uthe kya kasal rasiya Tu ho jaane na haay re julmi Meri jawani teri Deewani aa paas Aa rasiya aa Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Roop ek bas roop tera Rang bas ek rang tera Ang ang tere rang range Ho din rain ka sang tera Ho o o o o gore badan Ki lachak rasiya Tu hi dekhe na Haaye re paagal Meri jawani teri Deewani aa paas Aa rasiya aa Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Sapano ka koyi gaanv mile Mehaki pyaar ki chaanv mile Phul ho bichhe taaron Ke tere mere paanv tale Ho o o o pyaasi Rahun kab tak rasiya Tu hi soche na haaye re Pyaasi meri jawani teri Deewani aa paas Aa rasiya aa Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Haan bhai kaahe ka Ho darr kaahe ka Meri jawani teri Deewani aa paas Aa rasiya aa Ho darr kaahe ka.

More songs from Hungama

Meri Jawaani Teri Deewaani Lyrics - Hungama (1971) | Indian Film History