Indian Film History

Tune Mujhe Yaad Kiya Hoga Lyrics

From Husn Ka Ghulam (1966)

Lyricist
Anjaan
Duration
3:36
Tune mujhe yaad kiya hoga Haye mera dil deewana Phir dhadka phir dhadkan Mera dil deewana phir dhadka Tune mujhe yaad kiya hoga Haye mera dil deewana Phir dhadka phir dhadkan Mera dil deewana phir dhadka Khwabo me bhi tarsi teri mulakat ko Tut gayi nind meri aadhi aadhi raat ko Khwabo me bhi tarsi teri mulakat ko Tut gayi nind meri aadhi aadhi raat ko Kahi kisi mahfil me ya phir dil hi dil me Dil hi dil me tune mera nam liya hoga Tune mera nam liya hoga Haye mera dil deewana Phir dhadka phir dhadkan Mera dil deewana phir dhadka Tune mujhe yaad kiya hoga Haye mera dil deewana Phir dhadka phir dhadkan Mera dil deewana phir dhadka Aaj jhuki jati hai najre haya se Jahir hai betabi har ek ada se Aaj jhuki jati hai najre haya se Jahir hai betabi har ek ada se Kahi kisi masti me Aakhir yuhi hasi me yuhi hasi me Tune jigar tune jigar tham liya hoga Haye mera dil deewana Phir dhadka phir dhadkan Mera dil deewana phir dhadka Tune mujhe yaad kiya hoga Haye mera dil deewana Phir dhadka phir dhadkan Mera dil deewana phir dhadka Sanso me machal rahe masti ki jhoke Jhum rahi har ghadi kal diwani hoke Sanso me machal rahe masti ki jhoke Jhum rahi har ghadi kal diwani hoke Tune kahi lahro ke arma Dil me dabake dil me dabake Aaho se aaho se kam liya hoga Haye mera dil deewana Phir dhadka phir dhadkan Mera dil deewana phir dhadka Tune mujhe yaad kiya hoga Haye mera dil deewana Phir dhadka phir dhadkan Mera dil deewana phir dhadka
Tune Mujhe Yaad Kiya Hoga Lyrics - Husn Ka Ghulam (1966) | Indian Film History