Teri Aankho Se Tere Kajal Se Lyrics | Husn - Love And Betrayal

                        
                        Teri aankho se tere kajal se
Tere aankho se tere kajal se
Mera pyar nazar aa raha hain
Intzaar nazar aa raha hain
Tere baton se tere lehjo se
Mera pyar nazar aa raha hain
Intzaar nazar aa raha hain

Mod mod ke dekhna yun
Tujhko kasam hasina
Teri ada ne tu muskil
Kiya hain jina yu na sharate kar
Dil mera darta hain
Tere julfo se tere aanchal se
Mera pyar nazar aa raha hain
Intajar nazar aa raha hain

Aaye to rang laye
Chahat me yeh jawani
Koi chupa sake na

Kabhi ishq ki kahani
Bechain dhadkano pe
Kab jur chalta hai
Teri sanso se teri khushboo se
Mera pyar nazar aa raha hain
Intzaar nazar aa raha hain

Tere aankho se tere kajal se
Tere aankho se tere kajal se
Mera pyar nazar aa raha hain
Intzaar nazar aa raha hain.