Indian Film History

Tum Waise Hi Lyrics

From I Love You (1992)

Lyricist
Rani Malik
Duration
4:01
Tum Waise Hi Itni Haseen Ho Makeup Na Lagaya Karo Tum Waise Hi Itni Haseen Ho Makeup Na Lagaya Karo Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Waqt Yunhi Na Jaya Karo O Haseena Nazneena O Haseena Nazneena Tum Waise Hi Itni Haseen Ho Makeup Na Lagaya Karo Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Waqt Yunhi Na Jaya Karo O Haseena Nazneena O Haseena Nazneena Hotho Pe Surkhi Gaalo Pe Laali Nakhuno Par Nail Polish Lagai Hotho Pe Surkhi Gaalo Pe Laali Nakhuno Par Nail Polish Lagai Muh Par Hain Pawder Aamkhon Mein Kajal Fashion Tu Inte Kyu Karke Aayi Banke Ek Sadgi Ki Wo Murat Mere Dil Mein Samaya Karo Banke Ek Sadgi Ki Wo Murat Mere Dil Mein Samaya Karo Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Waqt Yunhi Na Jaya Karo O Haseena Nazneena O Haseena Nazneena Tere Badan Ki Dheemi Se Khushboo Waise Hi Madhosh Mujhko Banaye Tere Badan Ki Dheemi Se Khushboo Waise Hi Madhosh Mujhko Banaye Phir Tu Deewani Kya Soch Kar Ke Yeh Mahenga Mahenga Itar Lagaye Jaisa Chahu Main Waisi Hi Ban Kar Tum Mujhko Rijaya Karo Jaisa Chahu Main Waisi Hi Ban Kar Tum Mujhko Rijaya Karo Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Waqt Yunhi Na Jaya Karo O Haseena Nazneena O Haseena Nazneena Tum Waise Hi Itni Haseen Ho Makeup Na Lagaya Karo Tum Waise Hi Itni Haseen Ho Makeup Na Lagaya Karo Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Beauty Parlar Mein Jaa Jaa Ke Waqt Yunhi Na Jaya Karo O Haseena Nazneena O Haseena Nazneena O Haseena Nazneena O Haseena Nazneena.

More songs from I Love You

Tum Waise Hi Lyrics - I Love You (1992) | Indian Film History