Indian Film History

Khaali Haath Sham Aayi Hain Lyrics

From Ijaazat (1988)

Lyricist
Gulzar
Duration
4:56
Khaali haath shaam aayi hain Khaali haath shaam aayi hain Khaali haath jaayegi Khaali haath shaam aayii hain Aaj bhi na aayaa koyi Aaj bhi na aayaa koyi Khaali laut jaayegi Khaali haath shaam aayi hain Aaj bhi na aaye aansu Aaj bhi na bhige nainaa Aaj bhi na aaye aansu Aaj bhi na bhige nainaa Aaj bhi ye kori rainaa Aaj bhi ye kori rainaa Korii laut jaayegee Khaali haath shaam aayi hain Khaali haath jaayegi Khaali haath shaam aayi hain Raat ki siyaahi koyi Aaye to mitaaye naa Raat ki siyaahi koyi Aaye to mitaaye naa Aaj na mitaayi to ye Aaj na mitaayi to ye Kal bhi laut aayegi Khaali haath shaam aayi hain Khaali haath jaayegi Khaali haath shaam aayi hain Aaj bhi na aayaa koyi Aaj bhi na aayaa koyi Khaali laut jaayegii Khaali haath shaam aayi hain Khaali haath jaayegi Khaali haath shaam aayi hain.

More songs from Ijaazat

Khaali Haath Sham Aayi Hain Lyrics - Ijaazat (1988) | Indian Film History