Indian Film History

Tumhare Bina Hume Nindiya Na Aaye Lyrics

From Ilzam (1970)

Lyricist
Asad Bhopali
Duration
6:08
Hamari aah kab tak beasar hogi khuda jane Akele zindagi kaise basar hogi khuda jane Tadapte hai taraste hai Magar kuch kah nahi sakte Jo halat jo idhar hai Kab udhar hogi khuda jane Suni suni sajariya pe soya na jaye Suni suni sajariya pe soya na jaye Tumhare bina hame nindiya na aaye Tumhare bina hame nindiya na aaye Suni suni haye haye Suni suni sajariya pe soya na jaye Ab to har sham ki is tarah sahar hoti hai Kan aahat mein isharo pe nazar hoti hai Ek khyal aata hai ek jata hai tanhayi mein Karwate lete hue rat basar hoti hai Suni suni sajariya pe soya na jaye Suni suni sajariya pe soya na jaye Tumhare bina hame nindiya na aaye Tumhare bina hame nindiya na aaye Suni suni haye haye Suni suni sajariya pe soya na jaye Roz aate ho magar aag lagane ke liye Dil mein armano ke tufan uthane ke liye Tum to pathar ho bhala tumko khabar kya hogi Hum pareshan hai ye bat batane ke liye Suni suni sajariya pe soya na jaye Suni suni sajariya pe soya na jaye Tumhare bina hame nindiya na aaye Tumhare bina hame nindiya na aaye Suni suni haye haye Suni suni sajariya pe soya na jaye.

More songs from Ilzam