Indian Film History

Deewane Lyrics

From Indian (2001)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:23
Deewana main na tha Deewana ban gaya Kab kaise aur kya Afsaana ban gaya Na tujhe hai khabar Na mujhe hai magar Jaane kab kaise dil mil gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana tu na tha Deewana ban gaya Kab kaise aur kya Afsaana ban gaya Jadoo nigahon ka teri Mujhpe asar kar gaya hai Jadoo nigahon ka teri Mujhpe asar kar gaya hai Dil deewana tumhara Wada koi kar gaya hai Maine maana meri Jaan maine maana Dil jo bola wohi kar diya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana main na tha Deewana ban gaya Dhadkane sun rahi hai Dhadkano ki zubaan ko Dhadkane sun rahi hai Dhadkano ki zubaan ko Aisa haseen ho nazara to Kaise na armaan jawan ho Tere bin ek pal nahin jeena Maine yeh faisla kar liya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana main na tha Deewana ban gaya Kab kaise aur kya Afsaana ban gaya Na tujhe hai khabar Na mujhe hai magar Jaane kab kaise dil mil gaya Deewani main ho gayi Deewana main ho gaya Deewana main ho gaya.

More songs from Indian

Deewane Lyrics - Indian (2001) | Indian Film History