Inkaar Theme (Hindi) Lyrics | Inkaar

                        
                        khamosiya aawaz hai
lafzon me bas inkaar hai
lafzon ne chuna, lafzon ne bunna
jo bhi hum ne kaha
jo bhi hum ne suna
na hume ilam hai, na tumhe hai pata
jane ho kab kaha, lafzon se khata
lafzon me rawa, kuch kahi unsuna
lafzon me bayan, kuch kahi unkaha
dil pe jane kaha, ghav koi laga
lafzon hi de gaye, lafzon ko daga

khamosiya aawaz hai
lafzon me bas inkaar hai
khamosiya aawaz hai
lafzon me bas inkaar hai

raaj hain sainkdo lafzke dher me
amine ho juda lafzo ke fer me
jab jalate kabhi aise bhi mod pe
sab chale jate hain jab hume chho ke
labz hi labz me baat ban jaati hai
labz hi labz me baat than jaati hai
kuch bhi socha nahi labzo me bah gaye
kahna tha kuch hume aur kuch kah gaye
khamosiya aawaz hai
lafzon me bas inkaar hai