Indian Film History

Abhi Mohabbat Nayi Nayi Hai Lyrics

From Insaaf (1956)

Lyricist
Asad Bhopali
Duration
2:23
Nazar nazar se ulaj gayi hai Abhi mohabbat nayi nayi hai Musafir diko bahut khushi hai Abhi mohabbat nayi nayi hai Nasha sa aankho mein jhoomta hai Nasha sa aankho mein jhoomta hai Zamana kadmo ko chumta hai Zamana kadmo ko chumta hai Haan chumta hai Wo kya mile zindagi mili hai Abhi mohabbat nayi nayi hai Nazar nazar se ulaj gayi hai Abhi mohabbat nayi nayi hai Nazar mili to main muskurayi Nazar mili to main muskurayi Dil unpe aaya wo dil mein aaye Dil unpe aaya wo dil mein aaye Wo dil mein aaye Ksis ka sauda tu kar gayi hai Abhi mohabbat nayi nayi hai Nazar nazar se ulaj gayi hai Abhi mohabbat nayi nayi hai Yeh dhadakne aur yeh bekarari Yeh dhadakne aur yeh bekarari Kahi na sun jaaye baat saari Kahi na sun jaaye baat saari Haa baat saari Abhi mohalat shuru hyi hai Abhi mohabbat nayi nayi hai Nazar nazar se ulaj gayi hai Abhi mohabbat nayi nayi hai.

More songs from Insaaf