Indian Film History

Humne Jo Tumko Lyrics

From Insaan Aur Shaitan (1970)

Lyricist
Asad Bhopali
Duration
4:20
Humne jo humne jo Humne jo tumko Salam kiya kiya Tune na humse Kalam kiya kiya Rehte ho kyu door door Achha nahi yeh garur Humne jo tumko Salam kiya kiya Tune na humse Kalam kiya kiya Tum ho mere aftab Tum ho mere aftab Tumse mujhe kya hijab Pehlu mein aao Aake na jao Pehlu mein aao Aake na jao Humko hai pyar Pyar tumse Humne jo tumko Salam kiya kiya Tune na humse Kalam kiya kiya Karo karam ya sitam Karo karam ya sitam Kuch to karo ae sanam Mera dil le lo todo ya Le lo mera dil Todo ya khelo Humko hai pyar Pyar tumse Humne jo tumko Salam kiya kiya Tune na humse Kalam kiya kiya Na jake jawani mudi Na jake jawani mudi Khushbu udi to udi Aise na mahako mahkao Aise na mahako mahkao Humko hai pyar Pyar tumse Humne jo tumko Salam kiya kiya Tune na humse Kalam kiya kiya Rehte ho kyu door door Achha nahi yeh garur Humne jo tumko Salam kiya kiya Tune na humse Kalam kiya kiya.

More songs from Insaan Aur Shaitan