Indian Film History

Haye Yeh Tera Dil Lyrics

From Inspector (1970)

Music
N Dutta
Lyricist
S H bihari
Duration
4:11
Yeh nazar yeh badan Yeh samaa yeh jawaani Yeh nazar yeh badan Yeh samaa yeh jawaani Hai sabhi do jahaan Jinki duniya deewani Hay yeh tera dil Mere teer ka nishana Bach bach bachke yahaan se Mushkil hai tera jaana Haay haay hay yeh tera dil Yeh lachak yeh machak Yeh kadam behke behke Yeh lachak yeh matak Yeh kadam behke behke Dekh le yeh adaa Bekaraaron mere dekhe Hay yeh tera dil Mere teer ka nishana Bach bach bachke yahaan se Mushkil hai tera jaana Haay haay hay yeh tera dil Yeh chamak yeh damak Mere mukhade pe pyaare Yeh chamak yeh damak Mere mukhade pe pyaare Saikadon lut gayeh Dekh kar yeh nazaare Hay yeh tera dil Mere teer ka nishana Bach bach bachke yahaan se Mushkil hai tera jaana Haay haay hay yeh tera dil.

More songs from Inspector

Haye Yeh Tera Dil Lyrics - Inspector (1970) | Indian Film History