Indian Film History

Raat Ki Hu Rani Meri Jalim Hai Jawani Jab Main Lyrics

From Isi Ka Naam Zindagi (1992)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:09
Raat ki hoon rani Raat ki hoon rani meri Jalim hain jawani Jab main aati cham se Cham se cham se Mahfil ho jati hain deewani Mahfil ho jati hain deewani Raat ki hoon rani meri Jalim hain jawani Jab main aati cham se Cham se cham se Mahfil ho jati hain deewani Mahfil ho jati hain deewani Husn ki hai meri khuby Mujhe aankh jamana mare Mujhpe ho gaye deewane Na jane kitne sare Kisi ka dil na jale Khushi mein fule fale Zindagi mein na ho gham Masti mein pale Jab main aati cham se Cham se cham se Mahfil ho jati hain deewani Mahfil ho jati hain deewani Raat ki hoon rani Meri zalim hain jawani Jab main aati cham se Cham se cham se Mahfil ho jati hain deewani Mahfil ho jati hain deewani Hatho ka jaam chhalkata Koi chahe mujko chhuna Jab hath nahi main aati Ho jata hain nasa doona Phir woh khub piye Bina koi baat kiye Mujpe marke bhi woh Mere khatir hi jiye Jab main aati cham se Cham se cham se Mahfil ho jati hain deewani Mahfil ho jati hain deewani Raat ki hoon rani meri Jalim hai jawani Jab main aati cham se Cham se cham se Mahfil ho jati hain deewani Mahfil ho jati hain deewani Main jhoom ke leti hoon Angdayi jab mastani Har koi ye kahta hain Main hoon uski diljani Aise dilwale jabhi Mil jate hain kabhi Man ke phool Mere khil jate hain kabhi Jab main aati cham se Cham se cham se Mahfil ho jati hain deewani Mahfil ho jati hain deewani Raat ki hoon rani meri Jalim hai jawani Jab main aati cham se Cham se cham se Mahfil ho jati hain deewani Mahfil ho jati hain deewani.

More songs from Isi Ka Naam Zindagi

Raat Ki Hu Rani Meri Jalim Hai Jawani Jab Main Lyrics - Isi Ka Naam Zindagi (1992) | Indian Film History