Indian Film History

Jab Jab Tujhko Chhua Lyrics

From Jaal Saz (1959)

Music
N Dutta
Duration
4:12
Jab jab tujhko chhua Dhak dhak dhak dil hua Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar Karant karant karant arey baap re Jab jab tujhko chhua Dhak dhak dhak dil hua Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar Karant karant karant su baba re Jab jab tujhko chhua Taar nahi bijli ka mai hu ek ladki Dekhte hi ladki hamari aankh phadki Taar nahi bijli ka mai hu ek ladki Dekhte hi ladki hamari aankh phadki Aata nahi hume ab kuchh bhi nazar Kya kya kya kya hua Jab jab tujhko chhua Dhak dhak dhak dil hua Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar Karant karant karant arey baap re Jab jab tujhko chhua Paas bhi ho dur bhi ajab uljhan hai Nachta sa shola ye haseeno ka badan hai Pas bhi ho dur bhi ajab uljhan hai Nachta sa shola ye haseeno ka badan hai Paas mat aana lagta hai mujhe darr Kya kya kya kya hua Jab jab tujhko chhua Dhak dhak dhak dil hua Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar Karant karant karant Jab jab tujhko chhua Kya kya logo sang rahe tum yahi pe Pav kahi rakhta hu padte hai kahi pe Kya kya logo sang rahe tum yahi pe Paao kahi rakhta hu padte hai kahi pe Lena koi lena mere di ki khabar Kya kya kya kya hua Jab jab tujhko chhua Dhak dhak dhak dil hua Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar Karant karant karant are bolo re.

More songs from Jaal Saz

Jab Jab Tujhko Chhua Lyrics - Jaal Saz (1959) | Indian Film History