Indian Film History

Gokul Ki Galiyo Ka Lyrics

From Jaandaar (1979)

Duration
2:03
Gokul ki galiyo ka nandlala Are nandlala dekho nandlala Gokul ki galiyo ka nandlala Teri nagri me aaya hai brijbala Brijbala ha ha brijbala Abke laya hai rang nirala nirala Aala aala goivnda aala Aala aala goivnda aala Aali re aali Aayi kaske kamar brij bala Aayi kaske kamar brij bala Chal chalna sambhal ke nandlala Chal chalna sambhal ke nandlala Mujhse pada na hoga pahle pala Brijbala aali re brijbala Brijbala aali re brijbala Aala aala goivnda aala Aala aala goivnda aala Kab tak bacha kar kab tak bacha kar Rakhogi apni Makhan ki matki gujariya Are makhan ki matki gujariya Are todenge fodegne samne sabke Dekhegi sari bajariya Dekhegi sari bajariya Tera jor tera shor Tera shor tera jor Nahi chalne wala Aala aala goivnda aala Aala aala goivnda aala Brijbala aali re brijbala Brijbala aali re brijbala Abke hamari Abke hamari aayi hai bari Sunle yasoda ke chore Sunle yasoda ke chore Matki hamari makhan hamara Kyu khaye gwale ye tore Kyu khaye gwale ye tore Ja re tor kahi or kahi or Ja re chor Tu hai aisa kaha ka matwala Brijbala aali re brijbala Brijbala aali re brijbala Aala aala goivnda aala Aala aala goivnda aala Choli masak gayi Choli masak gayi chunari khisak gayi Mud gayi re najuk kalai Mud gayi re najuk kalai Are natkhat kanahaiya ko sari umariya Deti firogi duhai Deti firogi duhai Mera nam subah sham Subah sham mera nam Leke japogi tum mala Aala aala goivnda aala Brijbala aali re brijbala Brijbala aali re brijbala Gokul ki galiyo ka nandlala Are nandlala dekho nandlala Gokul ki galiyo ka nandlala Teri nagri me aaya hai brijbala Brijbala ha ha brijbala Abke laya hai rang nirala nirala Aala aala goivnda aala Aala aala goivnda aala Aala aala goivnda aala

More songs from Jaandaar

Gokul Ki Galiyo Ka Lyrics - Jaandaar (1979) | Indian Film History