Indian Film History

Hawayein Lyrics

From Jab Harry Met Sejal (2017)

Lyricist
Irshad Kamil
Duration
2:57
Tujhko…main rakh loon wahaan Jahaan pe kahin Hai mera yaqeen Main jo…tera naa huaa Kisi ka nahin… Kisi ka nahin.. Le jaayein jaane kahaan Hawayein, hawayein… Le jaayein tujhe kahaan Hawayein, hawayein… Begaani hai yeh baaghi Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahan Hawayein, hawayein Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar Na tujhko pataa… O… Banaati hai jo tu… Woh yaadein jaane sang mere kab tak chale Inhi mein to meri… Subah bhi dhalein Shamein dhalein Mausam dhalein Khayalon ka shehar… Tu jaane tere hone se hi aabaad hai Hawayein haq mein… Wohi hai aate jaate jo tera naam le Deti hain jo sadayein Hawayein, hawayein Na jaane kya batayein Hawayein, hawayein Le jaaye tujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan Hawayein, hawayein Le jaayein jaane kahaan, na mujhko khabar Naa tujhko pataa… O… Chehra..kyun milta tera Yun khwabon se mere Ye kya raaz hai? Kal bhi..meri na thi tu Naa hogi tu kal Meri aaj hai Teri hai meri, saari wafayein wafayein Maangi hai tere liye duaayein duaayein Le jaaye tujhe kahaan..hawayein, hawayein Le jaaye mujhe kahaan..hawayein, hawayein Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein Le jaaye tujhe kahaan hawayein hawayein Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein Le jaaye tujhe kahaan hawayein hawayein Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein Le jaaye mujhe kahaan hawayein hawayein Le jaaye jaane kahaan hawayein hawayein Le jaaye mujhe kahaan hawayein hawayein O…

More songs from Jab Harry Met Sejal

Hawayein Lyrics - Jab Harry Met Sejal (2017) | Indian Film History