Indian Film History

Dhoonde Akhiyaan Lyrics

From Jabariya Jodi (2019)

Lyricist
Rashmi Virag
Duration
2:47
Mere saare vaade vaade Reh gaye aadhe Hai kusoor kya, hai kusoor kya Jeet ke bhi haare haare Khwaab ye bichare Ye fitoor kya, ye fitoor kya Duniya deewani, ishq na jaane aa… Duniya deewani, ishq na jaane Dil toh bas dil ko pehchaane Naino se naina takraaye Na jaane kya dhoonde akhiyaan Dhoonde akhiyaan Naino se naina takraaye Na jaane kya dhoonde akhiyaan Dhoonde akhiyaan Kaise tumhe ye samjhaaye Na jaane kya doondhe akhiyaan Dhoonde akhiyaan Heer na jaane, na jaane Ranjha Jaane yeh kaisi dor Jud jaaye toh, tode na toote Ishq ki aisi dor Heer na jaane, Ranjha na jaane Jaane hai dil mera Kahin pe jaake mil jayega Naam yeh tera mera Heer na jaane, Ranjha na jaane Jaane hai dil mera Kahin pe jaake mil jayega Naam yeh tera mera Log deewane dete hain taane ho… Log deewane dete hain taane Dil toh bas dil ki hi maane Naino se naina takraye Na jaane kya dhoondhe akhiyaan Dhoonde akhiyaan Naino se naina takraaye Na jaane kya dhoonde akhiyaan Dhoonde akhiyaan Kaise tumhe yeh samjhaaye Na jaane kya dhoondhe akhiyaan Dhoonde akhiyaan Tu jab jab mujhse roothega Mera yaar mera dil tootega Dil tootega, jag chhootega Jab yaar tu mujhse roothega Tu jab jab mujhse roothega Mera yaar mera dil tootega Dil tootega, jag chhootega Jab yaar tu mujhse roothega Duniya deewani deewani Log deewane deewane Ishq khudari khudari Kyun na ye jaane na jaane Duniya deewani deewani Log deewane deewane Ishq khudari khudari Kyun na ye jaane na jaane Naino se naina takraaye Na jaane kya dhoonde akhiyaan Dhoonde akhiyaan… Naino se naina takraye Na jaane kya dhoonde akhiyaan Dhoonde akhiyaan… Aa…dhoonde akhiyaan.

More songs from Jabariya Jodi

Dhoonde Akhiyaan Lyrics - Jabariya Jodi (2019) | Indian Film History