Indian Film History

Tumse Nazar Mili Lyrics

From Jagir (1959)

Singers
Geeta Dutt
Duration
4:45
Tumse nazer mili dil ko khabar mili Dil ye deewana ho gaya Tumse nazer mili dil ko khabar mili Dil ye deewana ho gaya Tir idhar chale tir udher chale Suru fasana ho gaya Tum jo nigahe jhukaye Mere paas aaye mai sharmayi Tum jo nigahe jhukaye Mere paas aaye mai sharmayi Naino se naina milaye Zara muskuraye to mai ghabrayi Tune ghunghat khola Dil tha bada bhola Hans ke nisana ho gaya Tum se nazer mili dil ko khabar mili Dil ye deewana ho gaya Chhedo na tum mujhe aake Mohabbat jata ke ji mai paas aayi Chhedo na tum mujhe aake Mohabbat jeata ke ji mai paas aayi Aankho se aankhe lada ke Nazer me sama ke Ji mai pachtayi Aise na ghur mujhe Marugi dekh tujhe Ye to fasana ho gaya Tumse nazer mili dil ko khabar mili Dil ye deewana ho gaya Bharte ho tum kyu aahe Tumhe hum chhahe ki chori chori Bharte ho tum kyu aahe Tumhe hum chhahe ki chori chori Bolo to hans ke dale Ye gale me bahe ye gori gori Tumko bhulaye dil pehalu me Haye dil humse begana ho gaya Tumse nazer mili dil ko khabar mili Dil ye deewana ho gaya Tir idhar chale tir udher chale Suru.

More songs from Jagir

Tumse Nazar Mili Lyrics - Jagir (1959) | Indian Film History