Indian Film History

Zindagi Khwab Hai Lyrics

From Jagte Raho (1956)

Singers
Mukesh
Lyricist
Shailendra
Duration
5:08
Rangi ko naarangi kahe Bane dudh ka khoya Chalati ko gaadi kahe Dekh kabira roya Zindagi khwab hai Khwab mein jhooth hai kya Aur bhala sach hai kya Sab sach hai Zindagi khwab hai Dil ne ham se jo kaha Ham ne waisa hi kiya Dil ne ham se jo kaha Ham ne waisa hi kiya Phir kabhi furasat Se sochenge Bura tha ya bhala Zindagi khwab hai Ek katara may ka jab Patthar ke honthon par pada Ek katara may ka jab Patthar ke honthon par pada Us ke seene mein Bhi dil dhadaka Ye us ne bhi kaha Kya zindagi khwaab hai Khwab mein jhooth hai kya Aur bhala sach hai kya Sab sach hai Zindagi khwab hai Ek pyaali bhar ke main ne Gham ke maare dil ko di Ek pyaali bhar ke main ne Gham ke maare dil ko di Zeher ne maara zeher ko Murde mein phir jaan aa gai Zindagi khwab hai Khwab mein jhooth hai kya Aur bhala sach hai kya Zindagi khwab hai Khwab mein jhooth hai kya Aur bhala sach hai kya Sab sach hai.

More songs from Jagte Raho

Zindagi Khwab Hai Lyrics - Jagte Raho (1956) | Indian Film History