Shauq Khwab Ka Hai Wo Nind Aaye Na Lyrics | Jahan Tum Le Chalo

                        
                        shauq khwab ka hai wo nind aaye na
shauq khwab ka hai wo nind aaye na

jhut bolta hai roz roz aainaa
shauq khwab hai wo nind aaye na
jhut bolta hai roz roz aainaa
sans jo sulagti hai
sans jo sulagti hai to aankh jalti hai
kya pata ye dil ki hai ya meri galti hai
kisko mai mana karu dua uda aaye na
jhut bolta hai roz roz aainaa
shauq khwab hai wo nind aaye na
nukata chi hai dil mera
nukata chi hai dil mera mujhe sukun nahi
mai kahu ke yu do dil kahe ke yu nahi
janti hu sab magar samaz me aaye na
jhut bolta hai roz roz aainaa
shauq khwab hai wo nind aaye na