Indian Film History

Om Jai Jai Mahadev Lyrics

From Jai Mahadev (1955)

Singers
Manna Dey
Lyricist
Bharat Vyas
Duration
3:24
Om jai jai jai mahaadev Shwetaambar peetaambar Kati mein baaghambar saaje Kati mein baaghambar saaje Gal maala rundan ki Gal maala rundan ki Kar damru baaje Om jai jai jai mahaadev Sheesh jata bahe ganga Ujjwal chandraanan sohe Ujjwal chandraanan sohe Swaami samaadhi lagaaye Swaami samaadhi lagaaye Tribhuwan man mohe Om jai jai jai mahadev Neelkanth bhaktan hit Tumne vish ka paan kiya Tumne vish ka paan kiya Asuron ko sanhaar ke Asuron ko sanhaar ke Jag ka traan kiya Om jai jai jai mahadev Roop alaukik ardhnaareeshwar Tum ho tripuraari Trilochan tum ho tripuraari Shiv shankar pralaynkar Shiv shankar pralaynkar Taandav vyathidhaari Om jai jai jai mahadev Om jai jai jai mahadev Om jai jai jai mahadev.
Om Jai Jai Mahadev Lyrics - Jai Mahadev (1955) | Indian Film History