Indian Film History

Baat Hai Ek Boond Si Lyrics

From Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971)

Duration
4:15
Baat hai ek bund si dil ke pyale me Baat hai, Baat hai ek bund si dil ke pyale me Aate aate hotho tak tufan Na ban jaye na ban jaye Baat kya tufa me jo jine ka saman Na ban jaye na ban jaye baat kya Arma wo kya dil ke liye baat kya Raaz hai kya aisa dekho talo na Hum koi gair hai kya phir kah dalo na Hai dil ki wo lahar aisi chanchal Jo ise chheda kisi matwale ne jo ise Aate aate hotho tak tufan Na ban jaye na ban jaye Na ban jaye na ban jaye baat kya Arma wo kya dil ke liye baat kya Meri aankhe padi kuch likha hoga Dhadkan sunte ho dil sunta hoga Waise to hai mere dil me bhi halchal Phir bhi halchal wo kya dil ke liye Phir bhi Tufa me jo jine ka saman Na ban jaye na ban jaye na ban jaye Baat hai ek bund si dil ke pyale me Baat hai, Tum kaha mai kaha, hum tum sang sang hai Dharti aur ambar dono ek rang hai Tum ho mere kah do jo ye arma sun liya Jo chhupke kisi duniya wale ne sun liya Aate aate hotho tak tufan Na ban jaye na ban jaye Na ban jaye na ban jaye baat kya Arma wo kya dil ke liye baat kya Baat hai ek bund si dil ke pyale me Baat hai, jo baat hai.

More songs from Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli

Baat Hai Ek Boond Si Lyrics - Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971) | Indian Film History