Indian Film History

Milte Hi Unse Aankhe Dil Lyrics

From Jalte Deep (1950)

Lyricist
M A Taj
Duration
3:04
milte hi aankhe dil hua diwana kisi ka milte hi aankhe dil hua diwana kisi ka afsana mera ban gaya afsana kisi ka afsana mera ban gaya afsana kisi ka puchho na mahobbat ka asar haye na puchho haye na puchho puchho na mahobbat ka asar haye na puchho haye na puchho dam bhar me koi ho gaya parwana kisi ka dam bhar me koi ho gaya parwana kiai ka afsana mera ban gaya afsana kisi ka milte hi aankhe dil hua diwana kisi ka hanste hi na aa jaye kahi aankho me aansu aankho me aansu hanste hi na aa jaye kahi aankho me aansu aankho me aansu bharte hi chalak jaye na paimana kisi ka bharte hi chalak jaye na paimana kisi ka afsana mera ban gaya afsana kisi ka milte hi aankhe dil hua diwana kisi ka

More songs from Jalte Deep

Milte Hi Unse Aankhe Dil Lyrics - Jalte Deep (1950) | Indian Film History