Pyaar Hua Hai Mujhe Aur Tujhe Lyrics | Jamai Raja

                        pyar hua hai mujhe aur tujhe pyar hua hai mujhe aur tujhe
ye man bhi ja tu najarein toh mila tu
mere pas toh a tu mere dil mein sama tu
ye man bhi ja najarein toh mila
mere pas toh a mere dil mein sama
pyar hua hai mujhe aur tujhe pyar hua hai mujhe aur tujhe
ye man bhi ja tu najarein toh mila tu
mere pas toh a tu mere dil mein sama tu
ye man bhi ja najarein toh mila
mere pas toh a mere dil mein sama pyar hua hai mujhe
dil ka kaha hum man gaye tum mano na mano
hona hai kya hum jan gaye tum jano na jano
dil ka kaha hum man gaye tum mano na mano
hona hai kya hum jan gaye tum jano na jano
raton ke sapane ayenge sapano mein hum kho jayenge
hum deewane kehlayenge jayenge jahan
pyar hua hai mujhe aur tujhe
ye man bhi ja tu najarein toh mila tu
mere pas toh a tu mere dil mein sama tu
ye man bhi ja najarein toh mila
mere pas toh a mere dil mein sama pyar hua hai mujhe
tera mera ikrar hua ab darana kaisa
keh toh diya ha pyar hua abb darana kaisa
tera mera ikrar hua ab darana kaisa
keh toh diya ha pyar hua abb darana kaisa
andhi aye pani aye koyi rasta rok na paye
ab jo hona hai ho jaye hum de denge jan