Raah Se Dharam Ki Hatane Wala Kaun Lyrics | Janam Janam Ke Fere

                        
                        rah se dharam ki hatane wala kaun
rah se dharam ki hatane wala kaun
satiyo ko sat se digane wala kaun
satiyo ko sat se digane wala kaun
nam bhagwan ka mitane wala kaun
nam bhagwan ka mitane wala kaun
satiyo ko sat se digane wala kaun

rah me gulal ude chahe ude dhul ho
rah me gulal ude chahe ude dhul ho
paw me chubhe re phul chahe sul ho
dar ke dagar se darane wala kaun
dar ke dagar se darane wala kaun
satiyo ko sat se digane wala kaun
rah se dharam ki hatane wala kaun
satiyo ko sat se digane wala kaun

sita ka ye sach hai sawatiri ki shakti
gori ka ye bal hai gayitri ki bhakrti
sita ka ye sach hai sawatiri ki shakti
gori ka ye bal hai gayitri ki bhakrti
sadhna sati ki aaj jaye nahi khali
sadhna sati ki aaj jaye nahi khali
aaradhna kisi ki aaj jaye nahi tali
bhawna ke phulo ko thukrane wala kaun
satiyo ko sat se digane wala kaun
satiyo ko sat se digane wala kaun
satiyo ko sat se digane wala kaun
satiyo ko sat se digane wala kaun