Indian Film History

Tu Jane Na Ye Duniya Lyrics

From Janam Se Pehle (1994)

Duration
7:16
Tu jane na ye duniya Jungle hai darindo ka Tu jane na ye duniya Jungle hai darindo ka Dhokha de nigaho ka Hai insa yaha kaha Laaz ka aaina tut ke rah gaya Ye jali khokh se aa rahi hai sada Ye jali khokh se aa rahi hai sada Ma ma ma ma ma Tu jane na ye duniya Jungle hai darindo ka Tu jane na ye duniya Jungle hai darindo ka Dhokha de nigaho ka Hai insa yaha kaha Laaj ka aaina tut ke rah gaya Ye jali khokh se aa rahi hai sada Ye jali khokh se aa rahi hai sada Ma ma ma ma ma Nanhi nanhi do aankho ne Ma ki khokh me chhupkar dekhe Nanhi nanhi do aankho ne Ma ki khokh mein chhupkar dekhe Dhundle dhundle unke chehre Jo bhi ma ka rasta ghere Phir gunji ek chikh hawa mein Soya raha jaha Laaj ka aaina tut ke rah gaya Ye jali khokh se aa rahi hai sada Ye jali khokh se aa rahi hai sada Ma ma ma ma ma Lahu lahu tha ma ka aanchal Nazuk tan par kai kharase Lahu lahu tha ma ka aanchal Nazuk tan par kai kharase Sab kuch lut ke le gaye zalim Chhod gaye do zinda lashe Usme jalke aag ke Dil se uthata raha dhua Laaz ka aaina tut ke rah gaya Ye chali khokh se aa rahi hai sada Ye chali khokh se aa rahi hai sada Ma ma ma ma ma Tu jane na ye duniya Jungle hai darindo ka Tu jane na ye duniya Jungle hai darindo ka Dhokha de nigaho ka Hai insa yaha kaha Laaz ka aaina tut ke rah gaya Ye chali khokh se aa rahi hai sada Ye chali khokh se aa rahi hai sada Ma ma ma ma ma.

More songs from Janam Se Pehle

Tu Jane Na Ye Duniya Lyrics - Janam Se Pehle (1994) | Indian Film History