Maana Abhi Ho Kamsin Aur Nadaan Ho Tum Lyrics | Jawaani

Lyricist : Gulshan Bawra
Music Director : Ramesh Behl , R D Burman
Singer : Amit Kumar
                        
                        Jane jaaa jane jaaa
Mana abhi ho kamsin,
Mana abhi ho kamsin

Aur nadan ho tum
Lekin ek javan
Dil ka arman ho tum
Mana abhi ho kamsin,
Mana abhi ho kamsin
Aur nadan ho tum
Lekin ek javan
Dil ka arman ho tum

Jis din aa jaogi
Pyar ki raaho mein
Uss din duniya hogi
Meri baaho mein
Jis din aa jaogi
Pyar ki raaho mein
Uss din duniya hogi
Meri baaho mein
Are pyar ki raaho se
Anjaan ho tum
Mana abhi ho kamsin
Aur nadan ho tum
Lekin ek javan
Dil ka arman ho tum
Mana abhi ho kamsin

Bachpan ke khilne se
Jawani aati hai
Banwara aa jaye
Kali muskati hai
Bachpan ke khilne se
Jawani aati hai
Banwara aa jaye
Kali muskati hai
Gulshan mein ek aisi hi
Muskaan ho tum

Mana abhi ho kamsin,
Mana abhi ho kamsin
Aur nadan ho tum
Lekin ek javan
Dil ka arman ho tum
Mana abhi ho kamsin,
Mana abhi ho kamsin.