Indian Film History

Aane Wala Aaya Hai Pyar Se Dil Ne Bulaya Hai Lyrics

From Jeet Hamari (1983)

Lyricist
Maya Govind
Duration
6:38
aane wala aaya hai pyar se dil ne bulaya hai sapna hua tha jo sapna vo sapna vo sapna hua apna sapna hua tha jo sapna vo sapna vo sapna hua apna aane wala aaya hai pyar se dil ne bulaya hai ab na hogi koi majburi man se na man hogi ki duri prit ki ab to sajegi rangoli dawar se koi le jaye ga doli ab na hogi koi majburi man se na man hogi ki duri prit ki ab to sajegi rangoli dawar se koi le jaye ga doli angana me khanake ga kangana vo sapna vo sapna hua apna sapna hua tha jo sapna vo sapna vo sapna hua apna aane wala aaya hai pyar se dil ne bulaya hai aise bandh liya hai bandhan ab jiwan lagta hai jiwan tan hai chandan man hai madhuban phul khilenge gulsan gulsan aise bandh liya hai bandhan ab jiwan lagta hai jiwan tan hai chandan man hai madhuban phul khilenge gulsan gulsan palake banegoi jab palana vo sapna vo sapna hua apna sapna hua tha jo sapna vo sapna vo sapna hua apna aane wala aaya hai pyar se dil ne bulaya hai

More songs from Jeet Hamari

Aane Wala Aaya Hai Pyar Se Dil Ne Bulaya Hai Lyrics - Jeet Hamari (1983) | Indian Film History