Indian Film History

Na Apna Tha Jo Kal Guzara Lyrics

From Jeevan Rekha (1974)

Singers
Mukesh
Lyricist
Dev Kohli
Duration
6:02
Apni nazaro se bahut dur chhupa du khud ko Jee me aata hai ki kahi rakh ke bhula du khud ko Na apna tha jo kal guzara Jo ab hai woh hai gairo ka Nahi ummid ab koi hamara kal bhi kya hoga Hamara kal bhi kya hoga Na apna tha jo kal guzara Badi ranayiya hongi jahan me ham nahi honge Badi ranayiya hongi jahan me ham nahi honge Hamare ek na hone se fasane kam nahi honge Hamara aaj charcha hai toh kal auro ka phir hoga Na apna tha jo kal guzara Jo ab hai woh hai gairo ka Nahi ummid ab koi hamara kal bhi kya hoga Hamara kal bhi kya hoga Na apna tha jo kal guzara Ujadane ko hai phir mehfil nayi aabad kar lena Ujadane ko hai phir mehfil nayi aabad kar lena Nayi buniyaad jab rakho hame bhi yaad kar lena Dukhana dil ko na hargij dukhakar dil ko kya hoga Na apna tha jo kal guzara Jo ab hai woh hai gairo ka Nahi ummid ab koi hamara kal bhi kya hoga Hamara kal bhi kya hoga Na apna tha jo kal guzara.

More songs from Jeevan Rekha

Na Apna Tha Jo Kal Guzara Lyrics - Jeevan Rekha (1974) | Indian Film History