Indian Film History

Koi Albela Mastana Lyrics

From Jhumroo (1961)

Duration
2:36
Koi albela mastana Ban ban ke deewana Gaya mujh ko bana Koi kare ab na bahaane Ek dil pehchaane ek dil ki zabaan Koi albela mastana Chhedo na hame na sataao Tumse hame pyaar nahi hai Chhedo na hame na sataao Tumse hame pyaar nahi hai Sunte hain yun hi ulfat mein Nikle hain nahi se bhi Koi albela mastana Ban ban ke deewana Gaya mujh ko bana Koi kare ab na bahaane Kin sapnon mein gum chalte ho Jaise koi mast sharaabi Kin sapnon mein gum chalte ho Jaise koi mast sharaabi Jin sapnon mein tum Ho samaaye main wahi Mera pyaar jahaan Koi albela mastana Ban ban ke deewana Gaya mujh ko bana Koi kare ab na bahaane Ek dil pehchaane ek dil ki zabaan.

More songs from Jhumroo

Koi Albela Mastana Lyrics - Jhumroo (1961) | Indian Film History