Indian Film History

Ishq Hai Lyrics

From Jigariyaa (2014)

Singers
Javed Ali
Lyricist
Arun Kumar
Duration
4:26
Ishq hai ishq hai Ishq hai ishq hai Kaise batayein Kuch keh na paayein Haal e dil ye Kisko sunaayein Kaise batayein Kuch keh na paayein Haal e dil ye Kisko sunaayein Anjaana sa ye Kaisa nasha hai Dheere dheer se jo Mujhpe chadha hai Ishq bulaaye Ruka na jaaye Ishq ke aage kuch Na yahaan hai Ishq ibaadat ishq hai aadat Jeene ki chaahat ishq jagaaye Ishq nachaaye ishq lubhaaye Ishq sataaye haaye Ishq sataaye haaye Ishq sataaye Ishq hai ishq hai Ishq hai ishq hai Ishq dava hai dava Ishq duaa hai duaa Ishq wafa hai wafa Ishq saza hai saza Ishq nasha hai nasha Ishq khala hai khala Ishq adaa hai adaa Ishq balaa hai balaa Samjho naino Se naino ki bhasha Bin bataaye Sab keh jaaye Samjho naino se Naino ki bhasha Bin bataaye sab keh jaaye Huaa ye kaisa tera asar hai Khaamoshi mein Bhi tera basar hai Ishq ka kaagaz Mann ki ibaarat Nayi riwayat ishq sikhaye Ishq hai mazhab Ishq hai maqtab Rab ki inaayat ishq dilaaye Ishq rijhaaye ishq banaaye Ishq mitaayehaaye Ishq mitaayehaaye Ishq mitaaye Ishq hai ishq hai Ishq hai ishq hai Ishq dava hai dava Ishq duaa hai duaa Ishq wafa hai wafa Ishq saza hai saza Ishq nasha hai nasha Ishq khala hai khala Ishq adaa hai adaa Ishq balaa hai balaa Ishq khaara hai khaara Ishq dhaara hai dhaara Ishq khuda hai khuda Ishq khuda hai khuda Ishq dava hai dava Ishq duaa hai duaa Ishq wafa hai wafa Ishq saza hai saza Ishq hai ishq hai ishq hai Ishq hai ishq hai Ishq hai ishq hai.

More songs from Jigariyaa

Ishq Hai Lyrics - Jigariyaa (2014) | Indian Film History