Teri Bindiya Lyrics | Jodi No 1

                        
                        Teri bindiya udake le
Gayi meri nindiya
Teri bindiya udake le
Gayi meri nindiya
Teri bindiya udake le
Gayi meri nindiya
Main jaag raha hoon
So gaya sara india
Meri bindiya udake le
Gayi teri nindiya
Oh meri bindiya udake
Le gayi teri nindiya
Tu jaag raha hai so
Gaya sara india
Teri bindiya udake le

Gayi meri nindiya
Meri bindiya udake le
Gayi teri nindiya

Meri jaan kisi ki jaan
Ko jaate dekha hai
Main jaan luta doonga
Tujhpe yeh socha hai
Meri jaan kisi ki jaan
Ko jaate dekha hai
Main jaan luta doonga
Tujhpe yeh socha hai
Tu ek lootera hai dil
Tune loota hai
Main kya janu tu
Sachcha hai ke jootha hai
Tune karliya kaabu
Jaadoo muhjpe kiya kiya
Tune karliya kaabu
Jaadoo muhjpe kiya kiya
Main jaag raha hoon
So gaya sara india
Oye oye oye meri bindiya
Udake le gayi teri nindiya
Meri bindiya udake le
Gayi teri nindiya

Maine jab se diya hai
Jaaneman yeh dil tujhko

Mujhe teri kasam hai
Chain nahin ek pal mujhko
Maine jab se diya hai
Jaaneman yeh dil tujhko
Mujhe teri kasam hai
Chain nahin ek pal mujhko
Haalat meri bhi kuch
Kuch teri jaisi hai
Bechain bada karti hai
Mohabbat kaisi hai
Ab kya darna jab pyar
Kiya to kiya kiya
Main jaag raha hoon
So gaya sara india
Teri bindiya udake le
Gayi meri nindiya
Meri bindiya udake le
Gayi teri nindiya.