Indian Film History

Aa Samne Maidan Mein Lyrics

From Johny I Love You (1982)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
6:12
O meri gali ke ladke O meri gali ke ladke O meri gali ke ladke Tu na rahna jhuthi shan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Dekhe ham teri ke kitne dau hai teri jan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Ho meri gali ki ladki Ho meri gali ki ladki Tu na rahna jhuthi shan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Dekhe hum bhi dekhe kitna dam hai teri jan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Jha tu chup kar pardo se Khel na kar hum mardo se Tu itni taklif na kar Khud apni tarif na kar Ye gudiyo ka khel nahi Tera mera mel nahi Aise lahko tare Are aise lahko tare Bas ek chanda aasman me Aa samne maidan me Jo chahe wo sart laga har gaya to dega kya Jeet gaya to kya hoga soch jara or kar tauba Bato se na kam chala jo kaheta wo kah ke dikha Acha dekh tamasha Are acha dekh tamasha Jo na dekha is jahan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Hamse jo takreyega tut ke wo rahe jayega Kyu itna itrata hai akhira mara jata Ab ye gussa jane de hatja hawa ko aane de Ye chota sa tinka Are ye chota sa tinka Bahe jayega tufan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Dehke ham bhi dekhe kitana dum hai teri jaan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me O meri gali ke ladke O meri gali ke ladke Tu na rahena jhuthi shan me Aa samne maidan me.

More songs from Johny I Love You