Indian Film History

Jagte Raho Lyrics

From Just Married (2007)

Singers
Sonu Nigam
Lyricist
Gulzar
Duration
5:57
Jaagate raho hatheli khulne lagi Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki Shaam to chale sulagne do jara shab ko Ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki Jaagate raho hatheli khulne lagi Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki Shaam to chale sulagne do jara shab ko Ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki Pehala pehala yeh kadam hai Chahat hai par zor kam hai Pehali pehali raat hai yeh Aage jo ho akhir nagar theek hai to sabhi theek hai Jaagate raho hatheli khulne lagi Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki Jaagate raho Jab raat ki thaili khulein Kya janiye kya kuch milein Ho o o… Jab raat ki thaili khulein Kya janiye kya kuch milein Shehnaayi bhi sannnate bhi Sapne kahin khaaaarate bhi Chalke chalke nain bhi hain Bechani mein chain bhi hain Pehali pehali raat hai yeh Aage jo ho akhir nagar theek hai to sabhi theek hai Jaagate raho hatheli khulne lagi Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki Jaagate raho Yeh raat hai farmaan ki Umeed ki armaan ki Ho… Yeh raat hai farmaan ki Umeed ki armaan ki Shikve gile naaraazagi Aankhon mein oos ki taazagi Katara katara jab ghulegi Nikhari nikhari shab khulegi Pehali pehali raat hai yeh hai Aage jo ho akhir nagar theek hai to sabhi theek hai Jaagate raho hatheli khulne lagi Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki Shaam to chala sulagne do jara shab ko Ki khusbu aayegi sabko hare kwaabo ki Pehala pehala yeh kadam hai Chahat hai par zor kam hai Pehali pehali raat hai yeh Aage jo ho akhir nagar theek hai to sabhi theek hai Jaagate raho hatheli khulne lagi Ki raaat abb udne lagi kahaniyon ki Jaagate raho.

More songs from Just Married

Jagte Raho Lyrics - Just Married (2007) | Indian Film History