Indian Film History

Daal Roti Khao Lyrics

From Jwar Bhata (1973)

Duration
3:13
Ye samajho aur samajhao Thodi mein mauj manao Daal-roti khao prabhu ke gun gao Daal-roti khao prabhu ke gun gao Aji lalach mein na aao na dil ka chain gavao Daal-roti khao prabhu ke gun gao Daal-roti khao prabhu ke gun gao Ye samajho aur samajhao Thodi me mauj manao Daal-roti khao prabhu ke gun gao Daal-roti khao prabhu ke gun gao Tan pe lagoti pet mein roti Sone ko ek khatiya Sone ko ek khatiya Tan pe lagoti pet mein roti Sone ko ek khatiya Sone ko ek khatiya Matlab to hai nind se chahe Badhiya ho ya ghatiya Badhiya ho ya ghatiya Radhe-shyam, sita-ram Radhe-shyam, sita-ram Nafarat ko dur hatao aur Sabako gale lagao Daal-roti khao prabhu ke gun gao Daal-roti khao prabhu ke gun gao Chandi ki thali vale ko kya Bhukh lage hai zyada Kya bhukh lage hai zyada Chandi ki thali vale ko kya Bhukh lage hai zyada Kya bhukh lage hai zyada Kyo na kha le phir apas me Bant ke adha-adha Bant ke adha-adha Radhe-shyam, sita-ram Radhe-shyam, sita-ram Bhukhe ki bhukh mittao Duniya me naam kamao.

More songs from Jwar Bhata

Daal Roti Khao Lyrics - Jwar Bhata (1973) | Indian Film History