Indian Film History

Akash Ujaale Se Bhar Do Lyrics

From Jyot Jale (1973)

Duration
4:49
Aao he jyotirmay aao Akash ujaale se bhar do Kirnon mein jag ko apnao Jeewan ki raah ujaagar ho Aao he jyotirmay aao Aao he jyotirmay aao Akash ujaale se bhar do Aao phir nirmal dhoop khile Dharti se door andhera ho Sab soney waale jaag utthen Aisa ye naya sawera ho Praanon mein tej bharo apna Moti se ujle mann kar do Bhar do har gaagar amrit se Aise hey karunamay aao Aise hey karunamay aao Akash ujaale se bhar do Kirnon mein jag ko apnao Jeewan ki raah ujaagar ho Aao he jyotirmay aao Aao he jyotirmay aao Akash ujaale se bhar do Kaanton mein jo pag bhatke hai Unko phoolon ka pyaar miley Jinke madhuban bhi ujde hai Unko phir nayi bahaar miley Vanshi ke ush ke swar phooten Har swar mein goonj tumhaari ho Dharti par swarg utar aaye Aise hey mangalmay aao Aise hey mangalmay aao Akash ujaale se bhar do Kirnon mein jag ko apnao Jeewan ki raah ujaagar ho Aao he jyotirmay aao Aao he jyotirmay aao Akash ujaale se bhar do Kirnon mein jag ko apnao Jeewan ki raah ujaagar ho Aao he jyotirmay aao Aao he jyotirmay aao Aao he jyotirmay aao Aao he jyotirmay aao.

More songs from Jyot Jale

Akash Ujaale Se Bhar Do Lyrics - Jyot Jale (1973) | Indian Film History