Are Jaa Lyrics | Jyoti Bane Jwala

                        
                        Are ja kisi din kisi din
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi

Tune dekhi prem najariya
Tune dekhi prem najariya
Ab gussa bhi dekh sawariya
Main to girungi ban ke bijuriya
Main to girungi ban ke bijuriya
Jara hone to de
Jara hone to de j
Ara hone to de barsat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath

Balam aisa marungi

Der se aana jaldi jana
Der se aana jaldi jana
Roz banana ek bahana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui yahi baat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi.