Haseeno Ka Deewana Lyrics | Kaabil

                        
                        Kisi ko mera shauq hai
Kisi ko mera hai nasha
Jawaani kehte hain mujhe
Hain mere aashiq har jagah

Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaa

Sara zamana…haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Sara zamana…haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana

Saara zamaana…

Ye kaun keh raha hai
Tu aaj pyar kar le
Jo kabhi bhi khatm
Woh aitbaar karle

Kisi ko meri hasratein
Kisi ki main hoon dilruba
Mujhe paane ke vaaste maange duaa

Saara zamana haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana

Saara zamana..