Utha Ke Neechi Nazar Lyrics | Kaam Shastra

                        
                        Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya
Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya
Meri adao ne mehfil
Me kattle aam kiya
Meri adao ne mehfil
Me kattle aam kiya
Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya

Kisi ko ek hi pal
Me nai jawani di
Kisi ko ek hi pal
Me nai jawani di
Kisi ko ek hi pal
Me nai jawani di
Kisi ka jina zara der
Me haram kiya
Kisi ka jina zara der
Me haram kiya
Meri adao ne mehfil
Me kattle aam kiya
Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya

Wo jisko maine uthaya
Tha apni mehfil se
Wo jisko maine uthaya
Tha apni mehfil se
Wo jisko maine uthaya
Tha apni mehfil se
Usiko pas bithane
Ka intzam kiya
Usiko pas bithane
Ka intzam kiya
Meri adao ne mehfil
Me kattle aam kiya
Utha ke nichi nazar
Maine jab salam kiya.