Reshma Ki Jawani Lyrics | Kaash Tum Hote

                        
                        Dil lene ka plan hai
Mushkil mein phansi jaan hai
Dil aise kaise de doon
Bharosa na imaan hai
Haan

Dil lene ka plan hai
Mushkil mein phansi jaan hai
Dil aise kaise de doon
Bharosa na imaan hai
Beimaanon ki nazar
Mein chadh gayi
Reshma reshma
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi

Dil lene ka plan hai
Mushkil mein phansi jaan hai
Dil aise kaise de doon
Bharosa na imaan hai
Beimaanon ki nazar
Mein chadh gayi
Reshma reshma
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi

Sau deewanon ke
Beech mein phansi hoon
Sab hain hairaan pareshaan
Main kitni hansi hoon

Sau deewanon ke
Beech mein phansi hoon
Sab hain hairaan pareshaan
Main kitni hansi hoon

Jaanleva iraadein hain sabke
Jaanleva iraadein hain sabke
Jaane anjaane mein lad gayi
Reshma reshma
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi
Haan

Wo to lakhon mein
Ek hoga raja
Khol dungi wo aaye
To dil ka darwaja
Wo to lakhon mein
Ek hoga raja
Khol dungi wo aaye
To dil ka darwaja

Sari duniya ko good bye karke
Sari duniya ko good bye karke
Main to ishq ki ghodi chadh gayi
Reshma reshma
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi

Dil lene ka plan hai
Mushkil mein phansi jaan hai
Dil aise kaise de doon
Bharosa na imaan hai
Beimaanon ki nazar
Mein chadh gayi
Reshma reshma
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi
Reshma ki jawani
Khatre mein pad gayi.