Indian Film History

Pardesi Maine Lyrics

From Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2000)

Duration
4:48
Hey eh hey eh Pardesi pardesi maine Mohabbat karli karli Pardesi pardesi maine Mohabbat karli karli pardesi Oh tune chhede hai dil ke taar Jeeya aisa kiya beqaraar Tu bhi jawan main bhi jawan Ruth hai pyaar ki Pardesi pardesi maine Mohabbat karli karli pardesi Hey eh hey laaoonga Main chaand taarein La la laa la laa Kehte hai yeh premi saare Mujhko yeh kehna nahin Aankhon mein sab likhaa hai Karle yakeen tu Yeh chehraa mera aaina hai Ho dil dhadke mera baar baar Tu bhi sunle yeh dil ki pukar Zindagi ki har khushi tujhpe Waar di pardesi pardesi Maine mohabbat karli karli pardesi Saavariya re o saavariya Le gaya dil tu o saavariya Aankhon mein likhaa tha Padh nahin paaye Baat itni si keh nahin paaye Aankhon mein likhaa tha Padh nahin paaye Baat itni si keh nahin paaye Aaj kehna padaa mere yaar Tu hi hai mere dil ka qaraar Saansein ban gayi Yaara dhun yeh pyaar ki Pardesi pardesi maine Mohabbat karli karli pardesi.

More songs from Kahin Pyaar Na Ho Jaaye

Pardesi Maine Lyrics - Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2000) | Indian Film History