Indian Film History

Ambva Pe Papiha Lyrics

From Kaise Kahoon (1945)

Duration
3:07
Ambva Pe Papiha Ambva Pe Papiha Ye Gaa Gaya Hai Kisi Pe Kisi Ka Dil Aa Gaya Hai Ambva Pe Papiha Ye Gaa Gaya Hai Kisi Pe Kisi Ka Dil Aa Gaya Hai Ambva Pe Papiha Ab Raat Suhani Aayi Ab Raat Suhani Aayi Din Maujo Ke Aaye Din Maujo Ke Aaye Dekho Ji Chahu Aur Pyar Ke Badal Chaye Dekho Ji Chahu Aur Pyar Ke Badal Chaye Bhawra Kali Ko Samjha Gaya Hai Kisi Pe Kisi Ka Dil Aa Gaya Hai Ambva Pe Papiha Lo Mast Hawaye Sar Sar Aayi Dil Mein Umange Bhar Bhar Layi Lo Mast Hawaye Sar Sar Aayi Dil Mein Umange Bhar Bhar Layi Sans Ki Kali Mein Aankho Se Bole Sans Ki Kali Mein Aankho Se Bole Ras Ke Lobhi Se Wo Ye Boli Ras Ke Lobhi Se Wo Ye Boli Ambva Pe Papiha Ye Gaa Gaya Hai Kisi Pe Kisi Ka Kisi Pe Kisi Ka Dil Aa Gaya Hai Ambva Pe Papiha Ambva Pe Papiha Ye Gaa Gaya Hai Kisi Pe Kisi Ka Dil Aa Gaya Hai Ambva Pe Papiha.

More songs from Kaise Kahoon

Ambva Pe Papiha Lyrics - Kaise Kahoon (1945) | Indian Film History