Indian Film History

Ulfat Jise Kahte Hai Jine Ka Sahara Hai Lyrics

From Kale Badal (1951)

Duration
3:20
ulfat jise kahte hai jine ka sahara hai ulfat jise kahte hai jine ka sahara hai ek git suhana hai ek mast ishara hai ulfat jise kahte hai jine ka sahara hai ek git suhana hai ek mast ishara hai ulfat jise kahte hai is duniya me kya hota ulfat na agar hote is duniya me kya hota ulfat na agar hote jo kuchh nazar aata ulfat ka nazara hai ek git suhana hai ek mast ishara hai ulfat jise ek rog satata tha ek dil ka tera jana ab dil ko jalata hai yu tera chle jana ek wo bhi nazara tha ek ye bhi nazara hai ek wo bhi nazara tha ek ye bhi nazara hai hairan ho tum ab tak hum kis tarah jite hai aaye ho to ab sun lo hum is tarah jite hai aaho ka sahara hai ashko pe gujara hai aaho ka sahara hai ashko pe gujara hai

More songs from Kale Badal

Ulfat Jise Kahte Hai Jine Ka Sahara Hai Lyrics - Kale Badal (1951) | Indian Film History